Kanz e Aza

Jaate Ho Ali Akbar Jaate Ho Ali Akbar

A noha for Ali Akbar (a.s), recited by Anjuman e Shaidae Ali Asghar. Lyrics in Roman Urdu.

Jaate Ho Ali Akbar Jaate Ho Ali Akbar

Kehti Hai Dukya Madar

Dil ko qarar bata

Kaise mere rahega


Ho mere hil ki Dhadkan

Jeekar karon kya tum bin

Na jao mere Dilbar

Qismat kahan ye layi


Dulha naba na payi

Dil ki mere sada hai

Ek majlis-e-aza hai

Chalta hai dilpa khanjar


Athara saal pali

Ye dukya maa bhi teri

Zainab ke dil se pucho

Ek ilteja bhi sunlo


Seene se dil hai bahar

Abbas bhi sidare

Hai kaun ab hamare

Jo laye humko pani


Bathlao mere jani

Bhara hai manzar

sunte nahi ho maa ki

Sunta hai jab khuda ki


Kya maa ko phal mila hai

Dil mera jal raha hia

Sun kar sadaye sarwar