Inallaha Ma-Sabereen Inallaha Ma-Sabereen
Pyasa Tha Mera Bhaiya DaryaKa Tha Kanara
Karbal Mein Lut Chuka HaiBe Jurm Kunba Sara
Pathar Na Maro Mujh Ko Logo Mai Be-Sahara
Be-Jurm Be Khata Ko Zehra Ke Dil-Ruba Ko
Pyasa Zibha Kiya Hai Farzand-e-mustafa Ko
Toota AlamHai Aaya Abbas-e-ba –Wafa Ka
Humhe Aur Na Rulao Bazaar Na Le Jao
Na Mou Se Mustafa Ko Na DarBa Dar Piherao
Kaisa Hai Yeh Nazara Mahul Hai Awara
Beti Ho Mai Ali Ki Nawasi Ho Mai Nabi Ki
Zehra Hai Meri Madar Dedo Khudara Chadar
Sadma Rula rahaHaiTatheer Ki Rida Ka
Hum Kis Tarha Bhulaye Zainab Ka ShamJ ana
Bimar-e-Natawa Ka Hai Thokare Wo Khana
Baba Sada Bhi Roe Roe Khalam Becharaa
Tareqi Kothari Mei Kaheti Thi Bil Bila Ke
Mujhe Nind Arahi Hai Rou Kise BulaKe
Zinda Mein Hai Baba Seena Nahi Tumhara