Chehre pa Lahu Asgher e Besheer(a.
s) ka malker.
.
Shabbir(a.
s) bohat roye.
.
Tareekh mein mehfooz hai ye hashr ka manzar.
.
Shabbir(a.
s) bohat roye.
Nahnni si wo Gardan pa jo se bhaal ka hai teer.
Ye teer nahi hai dil e ehsaas pa shamsheer.
Dunya mein nahi zulm ki aysi kahee'n tasweer.
Mehshar hai qayamat hai ye ek baap ke ooper.
.
Shabbir(a.
s) Bohat Roye.
.
Cheh maah ka haathon pa janaaza jo liye hain.
.
Eik teer se sou zakhm Dil e Sheh(a.
s) pa lage haiñ Khaime ki taraf badhte kabhi Moula ruke hain.
.
Abbas hai na paas na Qasim hai na Akber.
.
Shabbir (a.
s) Bohat Roye
Eik din mein uthaye kayee mazloom ne laashe.
.
The khoon mein ghalta'n sabhi pyaso'n ke janaaze.
Ek raat ke dulhe ke bhi dekhe kayee tukde.
.
Per laasha e Asgher hai juda sabse ke jisper.
.
Shabbir (a.
s) Bohat roye
Se roz ke pyaase ko jo tha paani pilaana.
.
Wo laal huwa teere sitamger ka nashaana.
.
Mushkil tha ousi Laal ko phir Maa se milaana.
.
.
Baacho'n mein jaha'n sheer ho wa'n khoon Dikhaker.
.
Shabbir (a.
s) Bohat Roye.
.
Karbal ke ke hai maqtal mei'n Ajab gham ke Mazameen.
.
Ya'n qatl ýazeedo'n ne kiya hai Dil e Yaseen.
.
Jalti huwi reti mein huwi Phool ki Tadfeen.
.
Ya'n khaak mein khud apne Kaleje ko Chupaker.
.
Shabbir (a.
s) Bohat Roye.
.
[04/07, 04:09].
.
.
: Moula(a.
s) ne banayee thi jo ek nahnni si turbat.
.
Chohda na layeenon ne ouse bhi hai Qayamat.
.
Bachche ki lahad khodke baaher kiye mayyat.
.
Naize pa nazar aaya jo phir ouska kata Sar.
.
.
Shabbir (a.
s) Bohat Roye
Hur Haal mai kistarah likhu'n Dashte Bala Ka.
.
Sehra e Atash mein huwa Pyaaso'n ka Zabeeha.
.
.
Ummat ne bohat Aale Mohummed (a.
s) ko Rulaya.
.
Ye Nouha hai ya Qalb pa Chalta huwa khanjar.
.
Shabbir (a.
s) Bohat Roye.
.
.
AZ: Hur Hyderabadi