haaye mazdooro’n ne kazim asws. ka uthaya laasha.
haaye masooma e qum sa., ne yeh padha hai nauha.
1. sar pe keelo’n ko chubhota tha layee’n moula ke.
jaane kis tarha se kazim asws. yeh sitam sehta tha.
2. taziyano’n se rulata tha musalsil sindhi la., yaad e sajjad asws. ne kazim asws. ko bohot tadpaya.
3. ghusl dete hue baba ko raza asws., rote hai.
qoon aur zaqmo’n mein hai sara badan kazim asws., ka.
4. baithna bhi bada mushkil tha jaha’n kazim asws. ko.
aise zindaan mein zalim la., ne unhe bhijwaya.
5. betiyo’n ki unhe tadpati rahi yaad kumail. aqri dam bhi labo’n par tha faqat masooma sa.