Chacha Tum Yaad Aate Ho
Satata Hai Mujhe Shimr-e-Layeen
Gouhaar Kaanin Se Mere Dekho China Hai Saqi
Tamache Marta Hai Aur Ghuraktha Hai Shaqi Ammu
Tumhari Laadili Ne Shimr Se Duree Bohath Kahe
Tumhare Bad Ammu Mujpe Zalim Ne Sitam Dhaey
Na Qasim Ab Raha Akbar Na Abbas-e-wafa
Jala Kurta Jale Qaime Aseeri Gham Bani Dukhiya
Bhare Darbar Me Aakar Yazid-e-nanas Ko Dekho
Ek Bar Tum Dekho Rakha Baba Ka Sar Tashtey Tila Me Aake
Andhere Qaid Khane Me Machalti Hoon Tadapti Hoon
Zara Dekho Mujhe Aakar Ke Kaise Aaj Marti Hoon