hashr hai bapa arz taa samaa, binte mustafa kar gayi qaza
karte hai buka shaahe laa fara
hogi kis tarah haaye ab basar nanhe nanhe tifl aur soona ghar
paayi zeest tak chain na zara, kya jafa sahi waa museebata
pehlu par hua sadma jaa'n gaza
qalq se mita mustafa ka naam roke kehte hai damdadam imam
mar gaya na kyu gham ka mubtela
betiya khadi peet ti hai sar qaak udhaate hai shaahe behrobar
kohe ranjo gham sar pe hai pada