baba mere baba
zainab ki thi fughan
kaisi hai ye nida
hyder pa ki jafa
rota hai aasman
baba mere baba...
larza hai baam-o-dar
paate hi ye khabar
tareek hai jahan
baba mere baba...
jo haal e anees hai
batlaye wo kis se
mushkil kare aasan
baba mere baba...