samere me ghul hai bapa haaye haaye
askari ne ki hai qaza haaye haaye
kehte hai sar peet ke saahib zamaa'n
wa abata wa abata haaaye haaye
zehre dagha se kiya zalim ne qatl
aapko be jurm o qata haaye haaye
ehle haram rote hai sar peet kar
warise mehboobe quda haaye haaye
kuch na kiya paas imaame zamaa'n
baitul sharaf loot liya haaye haaye
hogaye bin baap ke sahib zamaa'n
waasafa waasafa haaye haaye
saaya e paake shahe hadi e hashr
momino ke sar se utha haaye haaye