Bhai Ab Kaise Jiye Bin Tere Dukya Zainab
Mere Bhayya Hussain Mere Bhayya Hussain
Aayi Chelum Ke Liye Qaid Se Yeh Majayi
Sath Me Layi Hai Ujda Huwa Kunba Zainab
Bhai Tum Mare-Gaye Kyu Na Mujhe Maut Aayi
Dekho Bhai Hai Bani Dard Ki Dunya Zainab
Sunlo Bazar Me Kunbe Ki Huwi Ruswayi
Bhar-Gaya Hai Mera Iss Gham Se Khaleja Zainab
Zulm Seh Seh Ke Wo Zinda Se Sidari Bachchi
Chodkar Aayi Hai Zindaa Me Sakina Zainab
Sath Me Aon Nahi Aur Mohammed Bhi Nahi
Goud Qali Hai Watan Jake Kare Kya Zainab