Hussain(a.s) Ya Hussain(a.s) - Hussain(a.s) Ya Hussain(a.s)
Nabi ke noore ain Hussain(a.s) Ya Hussain(a.s)
Ali ke dil ke chain Hussain(a.s) Ya Hussain(a.s)
1. Tu faqre karbala, Tu ibne murtaza(a.s)
Tu deen ki pana'h tu shaahe Ambiya
Hussain(a.s) Ya Hussain(a.s) - Hussain(a.s) Ya Hussain(a.s)
Tu shahe Mashraqain Hussain(a.s) Ya Hussain(a.s)
Hussain(a.s) Ya Hussain(a.s) - Hussain(a.s) Ya Hussain(a.s)
2. Sitam Har ek saha, par uff nahi kiya
sar apna dediya, you'n dee'n bacha liya
Hussain(a.s) Ya Hussain(a.s) - Hussain(a.s) Ya Hussain(a.s)
Luta ke apna chain Hussain(a.s) Ya Hussain(a.s)
Hussain(a.s) Ya Hussain(a.s) - Hussain(a.s) Ya Hussain(a.s)
3. Hai tegh hath me, layee'n hai seene pe
hai maa bhi sath me, na qatl kar ise
Hussain(a.s) Ya Hussain(a.s) - Hussain(a.s) Ya Hussain(a.s)
The Fatima(s.a) ke bain Hussain(a.s) Ya Hussain(a.s)
Hussain(a.s) Ya Hussain(a.s) - Hussain(a.s) Ya Hussain(a.s)
4. Wo Shaam aagai, Ghareebi chagayi
you'n tanha hogai, Ali(a.s) ki laadli
Hussain(a.s) Ya Hussain(a.s) - Hussain(a.s) Ya Hussain(a.s)
Na soyi saari rain Hussain(a.s) Ya Hussain(a.s)
Hussain(a.s) Ya Hussain(a.s) - Hussain(a.s) Ya Hussain(a.s)
5. Hai bhari bediyaa'n, aur uspa saqtiyaa'n
wo shaam ki galiyaa'n , rasool zadiyaa'n
Hussain(a.s) Ya Hussain(a.s) - Hussain(a.s) Ya Hussain(a.s)
lahu me tar hai nain Hussain(a.s) Ya Hussain(a.s)
Hussain(a.s) Ya Hussain(a.s) - Hussain(a.s) Ya Hussain(a.s)
6. yateem hogai , Aseer hogai
tumhaari laadli , Sakina(s.a) margai
Hussain(a.s) Ya Hussain(a.s) - Hussain(a.s) Ya Hussain(a.s)
Bapa hai shor o shain Hussain(a.s) Ya Hussain(a.s)
Hussain(a.s) Ya Hussain(a.s) - Hussain(a.s) Ya Hussain(a.s)
7. Baqi banaane ko , diya jalaane ko
sitam mitaane ko , zahoor ab karo
Hussain(a.s) Ya Hussain(a.s) - Hussain(a.s) Ya Hussain(a.s)
aye aaqri Hussain(a.s) Hussain(a.s) Ya Hussain(a.s)
Hussain(a.s) Ya Hussain(a.s) - Hussain(a.s) Ya Hussain(a.s)
8. Ye teri
Asghari
, hai teri matami
dikhade aye saqi , wo karbala teri
hai sab ke lab pa bain Hussain(a.s) Ya Hussain(a.s)
Hussain(a.s) Ya Hussain(a.s) - Hussain(a.s) Ya Hussain(a.s)
Kalaam : Anjuman e Asghari