Hai Kaun O Makaan Mein Aaj Mataam
Duniya Se Uthe Rasool E Akram
Dil Par Yeh Kainaat Ke Gham
Duniya Se Uthe Rasool E Akram
1. Taboot Nabi Ka Uth Ra Hai
Sar Nange Har Ek Barhana Paa Hai
Kunba Hai Tamaam Sarfe Mataam
Duniya Se Uthe Rasool....
2. Behaal Hai Beti Mustafa Ki
Behaal Hai Sab Har Ek Nawasi
Roote Hai Nawase Sar Kiye Qham
Duniya Se Uthe Rasool....