ghul ye koofe me tha khuda hafiz
sab namazi ye kehte hai rokar
ahlebaite nabi ye kehte hai
aaj binte nabi ke pyaaro ke
lab pa hai ye sada khuda hafiz
zainabe qastajaa'n ye kehti thi
baba jaa'n apka khuda hafiz
ae 'himayat' ye kehte hai shia
sab ba aaho buka khuda hafiz