HAAYE IMAM-E-RAZA HAAYE IMAM-E-RAZA
Gham-e-Imam-e-Raza Me Bapa Jo Matam Hai
Siyaha Posh Hai Mashad Buka Ka Alam Hai
1.Behan Imam Ki Aansu Bahane Aayi Hai
Khule Hai Hath Rida Hai yeh Baat Kya Kam Hai
2.Zameen Larazti Hai Aflakh Thartharate Hai
Zameen Se Taba Falak Aisa Shoor-e-Matam Hai
3.Hasan Ki Yaad Howi Aj Dekhiye Taza
Racha basa Howa Moula Ke Khoon Me Kam Hai
4.Zamane Wale Na Samjhe Imam Ki Taukheer
Yeh Fakhre Essa-e-Daura Yeh Fakhre Adam Hai
5.Hamare Baazu Pa Jo yeh Imam-e-Zamin Hai
Salamti Keliye Hai Yeh Isme Azam Hai