Kanz e Aza

Haaye Beemaar Chale

A noha for Imam Raza (a.s) (1993). Lyrics in Roman Urdu.

Haaye bimaar chale

Haaye bimaar chale x2

Pao mei zanjir liye

Nange sar Hayder-e-karar ki jagir liye


1 Naa liya dharti ne khoo Aur na falaq ne chaaha

Mal liya chehre pe khoo

Haatho me beshir liye

2 Raat ko khaab mei


Akbar ko tadapte dekha

Aa gaya qasade

Sugra wohi taabir liye

3 Dekhkar toota Alam


Chaadare sar se sarki

Sue darya hai nazar

Aankho me hai teer liye

4 Khaab me doolhe ko


Karbal me sajaya Najafi

Jaa rahi qabr me

Dulhan ko bhi takdir liye