akbar chala hai marne ko
zainab ne us ko paala hai laila ka chand nikla hai
bhaiya nazar na usko lage shadi ho uski phoole phale
sadqa utaar lu uska de waqt mujhko mere khuda
shabbir ka hai noore nazar zindahai khhishe madar
zainab ki aarzoo hai wo
Maa gham zada ye kehti hai zainab duhai deti hai
lab apne koi to kholo
laila ke dil ki hai dhadkan iqbal ke hai lab pe suqan
saber se naoha ye sunlo