aagayi aap ki qaza baba
aap ka saaya uth gaya sar se
gham ye pehla hai mujh ko dunya me
chasm girya hai ab nawaaso ki
aahe'n bharte hai murtaza baba
fatima keh rahi thi aye *baaqar*
kaash aati mujhe qaza baba
Kanz e Aza
A noha for Rasool-e-Khuda (s.a.w.s). Lyrics in Roman Urdu.
aagayi aap ki qaza baba
aap ka saaya uth gaya sar se
gham ye pehla hai mujh ko dunya me
chasm girya hai ab nawaaso ki
aahe'n bharte hai murtaza baba
fatima keh rahi thi aye *baaqar*
kaash aati mujhe qaza baba