Jano Dil-e-zehra Zainab
BinteAli Dukya Zainab
Ya Zainab Ya Zainab
Deen Pe Hai Tera Ahsa Tune Kiya Sab Kuch Qurban
Housla Wo Tera Zainab Ya Zainab Ya Zainab
Oun-o-mohd Ke Lashe Qaime Me Jab Sarwar Laye
Shukr Ka Wo Sajda Zainab Ya Zainab Ya Zainab
Sham-e-gariba Sannate Maktal Me Bikre Lashe Aur Wo Tera Pehra Zainab Ya Zainab Ya Zainab
Sham Ka Zinda Tariki Pyasi Sakina Dafan Huwi
Tune Yeh Sab Dekha Zainab Ya Zainab Ya Zainab
Ham Ko Saliqa Majlis Ka Tune Binte Zehra
Ahsan Hai TeraZainab Ya Zainab Ya Zainab
Haiye Ibadat Sham-o-sahar Rehta Hai Har Dam Lap Par
Hai Hussain Aur Ya Zainab Ya Zainab Ya Zainab
Duktare Hyder Jane Batul Bibi Ye Nouh Akarle Qubool
Itna Karam Farma Zainab Ya Zainab Ya Zainab
Karbala Ke The Sab Ghamkahr Pyasoun Ke Hai Matam Dar
Dekhe Tera Rouza Zainab Ya Zainab Ya Zainab
Zulmhuwa Kis Darja Shaded Tujhe Ko Kya Zalim Ne
Shaheed Va Vaila Dukhya Zainab Ya Zainab Ya Zainab
Arzo Sama Main Aaj Bapa Gham Hai Rasheed Is Bibi
Kaha Karti Rahi Bas Ye Zainab Ya Zainab Ya Zainab