ya mazloom imam
sab ke aansu hai rawan
sab ke lab par hai fughan
ay dil e ya fatema
ya mazloom imam
hussain hussain hussain
assalaam
hussain jaan hussain jaan hussain jaan
ya imam
hussain jaan hussain jaan hussain jaan
ya hussain ya hussain ya hussain
ya hussain ya hussain ya hussain
nauha hai matam hai dil girya kuna hai
har lamha har lab par ek aah o fughan hai
darya hai pani hai sab kuch to rawan hai
ek ghar tha zehra ka ab ghar wo kahan hai
dil e zehra hai bada tanha hai
bada pyasa hai bada pyasa hai
sab ke aansu hai rawan
sab ke lab par hai fughan
ay dil e ya fatema
ya mazloom imam
ya hussain ya hussain ya hussain
ya hussain ya hussain ya hussain
na lashkar na yawar na koi sahara
na bhai na bete ghar lut gaya saara
naizo mein teghon mein zahra ka dulhara
kis dil se ghurbat mein pyaron ko pukara
kahan ho akbar kahan ho asghar
sada do dilbar sada do dilbar
sab ke aansu hai rawan
sab ke lab par hai fughan
ay dil e ya fatema
ya mazloom imam
ya hussain ya hussain ya hussain
ya hussain ya hussain ya hussain
mehshar ka manzar hai rota hai bayaban
shole hai qaime hai aur shaam e ghariban
na ghazi na chadar zainab hai pareshan
behno ka bacchon ka ab kaun nigheban
hussain aajao na ab tadpao
rida bhi lao rida bhi lao
sab ke aansu hai rawan
sab ke lab par hai fughan
ay dil e ya fatema
ya mazloom imam
ya hussain ya hussain ya hussain
ya hussain ya hussain ya hussain
assalaam
hussain jaan hussain jaan hussain jaan
ya imam
hussain jaan hussain jaan hussain jaan
ya mazloom imam
ya mazloom imam
ya mazloom imam
ya mazloom imam