Kanz e Aza

Ya shere kaha ho aao darbaare yazeedi me haram hai

A noha for Imam Hussain (a.s). Lyrics in Roman Urdu.

Ya Sher E Khuda Kha'n Ho Aaoo

Darbar E Yazeedi Mein Haram Hai

Kunbe Ka Nabi Ke Haal Dekho Darbar E Yazeedi Mein Haram Hai

1. Kulsoom Ko Ek Shaqi Ki Beti

Hai Maang Rahi Paye Kaneezi Kyu Aate Nhi Hai Aap Bolo Darbar E Yazeedi....


2.Hai'n Betiyaan Aap Ki Khule Sar

Sar Par Bhi Nhi Hai Ek Chaadar

Balon Se Chupaye Hai Woh Munh Ko Darbar E Yazeedi.....