al atash al atash al atash
aaqa adrikni adrikni
koshish to bahot ki maine
bhari thi ye mashk bhi maine
aaqa hussain sharminda hoo
maula hussain sharminda hoo
aankhon se nazar nahi aata
na baazu hai tan par maula
karna tha jo na kar paaya
aaqa hussain sharminda hoo
afsos mashk khaali hai
le jao alam ye mera
le jao ye mashk e sakina
poora na hua mera waada
laasha mera na le jaana
daaton se bhi mashk ko thaama
seene se us ko chupaya
gaya tha ke wapas aaun
par kuch bhi na mai kar paaya
afsos mashk khaali hai
koshish to bahot ki maine
bhari thi ye mashk bhi maine
aaqa hussain sharminda hoo
maula hussain sharminda hoo
aankhon se nazar nahi aata
na baazu hai tan par maula
karna tha jo na kar paaya
aaqa hussain sharminda hoo
afsos mashk khaali hai
le jao alam ye mera
le jao ye mashk e sakina
poora na hua mera waada
laasha mera na le jaana
daaton se bhi mashk ko thaama
seene se us ko chupaya
gaya tha ke wapas aaun
par kuch bhi na mai kar paaya
afsos mashk khaali hai
aaqa adrikni