Kanz e Aza

Masjid Hai Qatalga Hai Janab e Ameer

A noha for Imam Ali (a.s). Lyrics in Roman Urdu.

Peshani koon mei tar hai nabi ke wazeer ki


Badla liya gaya hai Ali se namaz mei

Thi ushmani rasool se roze ghadeer ki


Zainab ne jane kaise Élan yeh suna

Maiyat uthaye jaye janabe ameer ki


Muslim se boley moula nabi ka safeer hoon

Is sheher mei yeh hot hoti hai halat safeer ki


Shabbir dektey hai yateemon ki ek qatar

Zaqhmi Ali ko is ghadi hajat hai shir ki


Tariq se sawal hai garciagar kufi shia they

Un kufiyun ney aley nabi kyun aseer ki


Akbar yeh faiz midhatey aley batool hai

Jhooli bhari hovi hai Najaf ke fakheer ki