Ghul hai madine me bapa haaye haaye
Binte nabi ne ki qaza haaye haaye
Chain na bibi ko mila ek dam
Sehti rahi zulmo jafa haaye haaye
Qabr me bechain hai roohe nabi
Ho gayi beti pa jafa haaye haaye
Haaye chali jald asaa tek kar
Pehlu pa wo sadma hua haaye haaye