Kanz e Aza

Bay Rida Zainab Hai Suraj

A noha for Shehzadi Zainab (s.a). Lyrics in Roman Urdu.

Berida Zainab Hai Suraj Aaj Kyu Chupta Nahi.

Hai Charagha Shaam Main (x2) Koyi Diya Bhujta Nahi.

Khoon Hai Sajjad Ki (x2) Aankhon Say Kyu Rukta Nahi.

Isliye Garrdan Jhuki (x2) Sajjad Chal Sakta Nahi.

Mitt Gaya Naam-e-yazeed (x2) Koyi Nishaan Milta Nahi.

Khud Likhatay Hain Woh Noha (x2) Phir Karam Rukta Nahi.