Kanz e Aza

Bayaan sirre Shahadat Ki

A noha (2007). Lyrics in Roman Urdu.

Bayan sirre shahadat ki agar tafseer ho jaye


x2

1. Musalmano kaa Qibla Rozaa-e-Shabbir ho jaye


Bayan sir me shahadat ki agar tafseer ho jaye


x2

Gham-e-Shabbir ko chashme muhammad se agar dekhe

kabhibhi bhi majiliso mataam ko tu bidat nahi samje

Tere maslak me jayiz matam-e-shabbir ho jaye


Bayan sir me shahadat ki agar tafseer ho jaye


x2

2. Sar-e-majlis shahoor aajayenga ansoo bahane kaa

tumharaa dil bhi chaahenga azakhane me jane ka

Tumhare naam bhi firdos ki jageer ho jaye


Bayan sir me shahadat ki agar tafseer ho jaye


x2

3. Tuje Quran me tathir ki ayat nahi milti

Sabab ye hai ke matam daar se fitrat nahi milti

Nishan matam ka sine per abhi tehrir hojaye


Bayan sir me shahadat ki agar tafseer ho jaye


x2

4. Janab-e-Hazrat-e-Shabbir ki jo maa hai ay logo

Muhammad ne use khud maa kahaa itna agar socho to Roza Fatema Zehra abhi tameer ho jaye


Bayan sir me shahadat ki agar tafseer ho jaye


x2

5. Nishan-e-Matam-e-Shabbir hai sadiyon ke sine par

bataaya hazrat

Iqbal aur


Rehan

ne mil kar

ho abh khamosh har tehrir har takrir ho jaye


Bayan sir me shahadat ki agar tafseer ho jaye


x2