Bay dard musalamaan to khushiyan mana rahay hain
Arb-o-ajam kay Mola dunya say ja rahay hain
Sajdai main jo Ali pai hy zulm dha rahai hain
Asaar Panjatan ke zalim mita rahy hain
Ghar ghar charag Kufi shami jala rahai hain
Mola yeh waqat-e-aakhir ro kai bata rahai hain
Sadaat kai gharon ko ab tak jala rahain hain
Teri qaid kai zamanai nasdeeq aarahain hain
Sarkaar-e-Ambiya kai gham khaar ja rahain hain
URDU