arbaeen tera hogaya bhai
jisko atthara saal pala tha
haye ek dopahar me maa jaaye
haye saqqa tere marne se
qaid me sakina ko dafn kar
waada tera pura hogaya bhai
sab ko rone ek reh gayi zainab
haal kya mera hogaya bhai
baqshishe ummat nabi ke liye
sar qalam tera hogaya bhai