Kanz e Aza

Amma ke dulaare aa asghar mere pyaare aa

A noha for Ali Asghar (a.s), recited by Anjuman e Shaidae Ali Asghar. Lyrics in Roman Urdu.

AMMA KE DULARE AA ASGHAR MERE PYARE AA

Teri Yaad Me Roti Hoon Ek Aan Na Soti hoon

Qali Hai Tera Jhula Nindiya Ke Sahare Aa

Ek Baar Mere Asghar Aaja Meri Goudi Mei


Maa Ke Ansuu Banker Palkoun ke Kinare Aa

Che Maha Se Kunba Tha Shaida-e-Ali Asghar

Har Ek Zuba Par Hai Kunbe Ke Dulare Aa

Kuch Lakdiya Jhule Ki Jeene Ka Sahara Hai


Banu Teri Madar Ka Dil Roke Pukare Aa

Amma Se Mere Beta Kis Baat Se Roothe Ho

Kis Tarha Jiyegi Maa Daman Ye Pasare aa

Sajjad ye Khete Hain Nouha Tha Dame Aqar


Madar Ki Zabaa Par Tha Pyase Mere Aare Aa