Kanz e Aza

Ali ka Musalla

A noha for Imam Ali (a.s) (2026). Lyrics in Roman Urdu.

Ya Ali Ya Ali Ya Ali

Ya Ali Ya Ali Ya Ali


Tar Ho Gaya Hai Khoon Mein

Ali Ka Musalla

Tar Ho Gaya Hai Khoon Mein

Ali Ka Musalla


Ai Momino Padho Ab

Ro Ro Ye Nauha

Ai Momino Padho Ab

Ro Ro Ye Nauha


Tar Ho Gaya Hai Khoon Mein

Ali Ka Musalla

Tar Ho Gaya Hai Khoon Mein

Ali Ka Musalla


Muljim Ye Sitam Kaisa

Namazi Pe Hai Dhaya

Muljim Ye Sitam Kaisa

Namazi Pe Hai Dhaya


Zarb Aisi Lagai Hai Ke

Sar Ho Gaya Neela


Tar Ho Gaya Hai Khoon Mein

Ali Ka Musalla

Tar Ho Gaya Hai Khoon Mein

Ali Ka Musalla


Ai Momino Padho Ab

Ro Ro Ye Nauha

Tar Ho Gaya Hai Khoon Mein

Ali Ka Musalla


Kufe Ke Yateemo Ka

Sahara Tha Wo Maula

Kufe Ke Yateemo Ka

Sahara Tha Wo Maula


Ab Kaun Andhere Mein

Unhe Dega Niwala


Tar Ho Gaya Hai Khoon Mein

Ali Ka Musalla

Tar Ho Gaya Hai Khoon Mein

Ali Ka Musalla


Ai Momino Padho Ab

Ro Ro Ye Nauha

Tar Ho Gaya Hai Khoon Mein

Ali Ka Musalla


Jo Naam-E-Ali Lekar

Jeeta Hai Zamana

Jo Naam-E-Ali Lekar

Jeeta Hai Zamana


Ab Koi Nahi Hai Unhe

Jeene Ka Bahana


Tar Ho Gaya Hai Khoon Mein

Ali Ka Musalla

Tar Ho Gaya Hai Khoon Mein

Ali Ka Musalla


Ai Momino Padho Ab

Ro Ro Ye Nauha

Tar Ho Gaya Hai Khoon Mein

Ali Ka Musalla...


Ali Ka Musalla...

Ali Ka Musalla...!