Zindan Mein Ro Ro Ke Ye Kehti Thi Sakina
Bin Aap Ke Jina Mera Dushwar Hai Baba, 1. Mera Ali Asghar Hai Na Abbas Chacha Hain
Sab Margaye Mera Na Koi Aj Bacha Hain
Main Kaise Jiyungi Ye Batado Shahe Wala, 2. Jab Roti Hai Baba Tere Gham Mein Teri Duqtar
Tab Aake Sitam Karte Hain Aada O Sitamgar Or Shimre Layen Aake Lagata Hai Tamacha, 3. Hasrat Thi Kabhi Jayungi Mein Apne Watan Ko
Dikhlayungi Sughra Ko Mein In Daghe Rasan Ko Lekin Na Tha Taqdeer Mein Ghar Lout Ke Jaana, 4. Rone Se Mere Hota Qalal Hai Inhe Kyonkar
Rakhte Hai Jo Tanha Mujhe Apnao Se Churakar
Baba Kya Ye Zindan Mein Hai Apka Seena,..
Az: Faiyaz Razvi(Anjuman E Asghari)