Kanz e Aza

Wajhulla Pay Masjid Mein Thalwaar Chalaee Hay

A noha for Imam Ali (a.s). Lyrics in Roman Urdu.

Kulsoom O Rukiya Aur Zainab Ki Duhaee Hay


Ya Sher-e-Khuda Tere Yatimon Ka Khuda Hafiz

Hasnain Ki Dushman Tho Pehlsai Hee Khudaee Hay


Ik Shor Outha Falq-e-Chaharum Say Farishton Ka

Zarbat Koi Moula Kee, Thasveer Pay Aaee Hay


Sarkar-e-Risalat Nay Poocha Tha Yeh Jannat Mei

Khatoon-e-Qayamat Quen, Rothee Houee Aaee Hay


Ikeeswee Ramzaan Ko Thaboot Outhaya Hay

Momin Nay Saf-e-Matam Ghar Ghar Mei Bichaee Hay