Kanz e Aza

Shareek-e-karbala

A noha (2008). Lyrics in Roman Urdu.

Shareek-e-karbala


Shareeke karbala behan

Meri musafira behan


(Ya Hussain) x4

Rasan mein bandh chukka gala lo chal para who kafila, behan ghareeb nawha gar, sina pe jab parhi nazar, khamosh the shaheed sab, akhi ke hilrahe the lab, (sina pe ho to kya huwa) x2

tu hosla na haarna, (behan mein saath saath hun) x3


Ghareebe karbala behan

Diler e ba wafa behan

Ghamon ki alqama behan

Meri musafira behan

Tu hosla na haarna

Sina pe hun to kya huwa

Tu hosla na haarna

(Behan mein saath saath hun) x2


Wafae waada hochuka

Sina talaq mein aagaya

Mein apna kaam karchuka

Meri shareeke karbala


Tu hosla na haarna

Sina pe hun to kya huwa

Tu hosla na haarna

(Behan mein saath saath hun) x2


Ye rassiyan ye beriyan

Qadam qadam be sakhtiyan

Rida bagher bibiyaan

Behan kara he imtehaan


Tu hosla na haarna

Sina pe hun to kya huwa

Tu hosla na haarna

(Behan mein saath saath hun) x2


Agar he rasta kathan

Zara na dar meri behan

Tu berida mein bekafan

He waqt hosla shikan


Tu hosla na haarna

Sina pe hun to kya huwa

Tu hosla na haarna

(Behan mein saath saath hun) x2


Qadam qadam shahadatein

Guzar gayi qayamatein

Abhi he aur afatein

Sambhale ab amaanatein


Tu hosla na haarna

Sina pe hun to kya huwa

Tu hosla na haarna

(Behan mein saath saath hun) x2


Koi bhi ab nahin bacha

Bas abide shakista pa

Ye saare bane ghamzada

Gire jo khake ghash zara


Tu hosla na haarna

Sina pe hun to kya huwa

Tu hosla na haarna

(Behan mein saath saath hun) x2


Behan teher teher yahi

Laraz rahi he kyun zameen

Sakina girgay kahin

Na milsake jo who hazeen


Tu hosla na haarna

Sina pe hun to kya huwa

Tu hosla na haarna

(Behan mein saath saath hun) x2


Bohot qareeb shaam he

Hujoome khaaso aam he

Yazeede bad kalaam he

Ye waqte inteqaam he


Tu hosla na haarna

Sina pe hun to kya huwa

Tu hosla na haarna

(Behan mein saath saath hun) x2

Ghareebe karbala behan

Diler e ba wafa behan

Ghamon ki alqama behan

Meri musafira behan

Tu hosla na haarna

Sina pe hun to kya huwa

Tu hosla na haarna

(Behan mein saath saath hun) x2


"Rehaan-o-sarware" aza

Jo sham pohoncha kafila

Sare hussain ne kaha

Ulat de takht shaam ka


Ghareebe karbala behan

Diler e ba wafa behan

Ghamon ki alqama behan

Meri musafira behan

Tu hosla na haarna

Sina pe hun to kya huwa

Tu hosla na haarna

(Behan mein saath saath hun) x2