Shah E Wafa Abul Fazl, Shah E Wafa Abul Fazl
Saniye Sher E Khuda Shah E Wafa Abul Fazl
1. Tham Ke Tooti Kamr, Daude Shah E Behrobar
Aayi Jo Teri Sada, Shah E Wafa....
2. Khaime Me Mashk O Alam, Laye Jo Shah E Umam
Hogya Shor E Buka, Shah E Wafa......
3. Khoon Me Dooba Alam, Jab Huwe Bazu Qalam
Pushte Faras Se Gira, Shah E Wafa...
4. Laash Pa Teri Hussain, Aake Yeh Karte Hai Baain
Chal Basa Bhai Mera, Shah E Wafa....
5. Aayi Hai Zainab Hazeen, Karne Tera Arbayeen Nasir E Deen E
Khuda, Shah E Wafa....