Haay mola naqi (as) haay mola naqi (as).
saare jaha ka hadi rehbar guzar gaya.
hai samere me ghul yeh wali guzar gaya.
1) Zahere e dagha diya hai zalim ne tujhko aise.
Tera jigar zaher se haaye chaak hogaya.
2)Gash me hai Askari (as) ab gham me hai yeh zamana.
Deene nabi jagaakar hadi (as) guzar
3) is teesri rajab ko gham ka pahad toota.
Be jurm haay moula deen ka guzar gaya.
4) rouza gira jo tera ay dilabare samana (as).
Hai doosri shahadat Mehdi (as) tadap gaya.
5) jo zulm ho rahe hai ab Shaam o Samere mai.
Ruk jaye behre dawar banjaye baqaiyya.
6) koun o makaan hai larza is gham se haay baqir.
Askar swt ke sar se saaya baba ka uth gaya.