Kanz e Aza

roke zainab ne di sada nana

A noha for Arbayeen. Lyrics in Roman Urdu.

roke zainab ne di sada nana

ek sajjade natawa'n ke siwa

lut ke aayi hai badnaseeb bahan

apka shehr hogya barbaad


kya mujhe is qadar ijaazat hai

apne baazu dikhau kya nana

laayi hu mai safar se tofe me

kurta bhai ka qoo'n bhara nana