Kanz e Aza

Maula ali ali

A manqabat written by Mir Hassan Mir (2003). Lyrics in Roman Urdu.

Maula ali ali

Muala ali ali..(4)


Deen ka daata jagat ka malik sabka palanhaar

Muala ali ali..(4)


1. Tere siwa woh kaun hai jiske dar pe taara utra hai..(2)

dharti se aakash talak bus tera sikka chalta hai


mere maula, suraj tere hukm se nikla ek din me do baar

2. Tere charan ki dhool ke aage kya chandi kya sona hai..(2)


dharti chaand sitare sab kuch tere husn ka sadqa hai

tera paseena, tere maathe ka hai paseena nabi wali awtaar


3. Meesam salma'n aur abuzar sab humko pehchane hai..(2)

tere gali ke mangte hai hum qambar humko jaane hai


bhejde maula, bhejde ab hasnain ka sadqa karde beda paar

Deen ka daata jagat ka malik sabka palanhaar


Muala ali ali..(4)