Kanz e Aza

Maa Hai Akbar ki

A noha written by Izzat Lakhnavi. Lyrics in Roman Urdu.

maa hai akbar ki khushjamali hai

shaam se shamma ek jala di hai

maa hai akbar ki...


aa tere baazuon ko choome hussain

tumne laashe kis qadar uthaye hai

maa hai akbar ki...


saj ke zainab ne beton ke hatyaar

aakhri aarzoo nikaali hai

maa hai akbar ki...


uski himmat par kayenaat fida

jisne qabre pisar bana di hai

maa hai akbar ki...


yehi kehkar ke roti thi bano

jhoola khaali hai godh khaali hai

maa hai akbar ki...


wo zameen jis par qatl honge hussain

maa ne baalon se saaj daali hai

maa hai akbar ki...