Khwaher E Sibte Nabi Jaan E Ali O Zehra
Belcha Tujh Ko Laga Yaa Hai Layeen Wavela
1. Khudratein Rakh Ke Giraftaar Gayi Hai Zainab
Dar Ba Dar Kooncha O Bazaar Gayi Hai Zainab
Quld Me Qaakh Udate Hai Ali O Zehra
2. Belcha Zainab E Muztar Ko Layeen Ne Maara
Haye Bekas Ka Lahoo Behgaya Sar Se Saara
Quld Me Qaakh Udaate Hai Ali O Zehra
3. Roo Ke Kehte The Ye Sajjad E Hazeen Wavela
Kya Phuphi Saath Mera Chod Gayi Wavela
Quld Me Qaakh Udate Hai Ali O Zehra