Kanz e Aza

Haider ka Janaza

A noha for Imam Ali (a.s), written by Razi (2025). Lyrics in Roman Urdu.

Haider Ke Janaze Ko

Hasnain Uthate Hain

Haider Ke Janaze Ko

Hasnain Uthate Hain


Hain Kaise Musalmaan

Jo Zahra Ko Rulate Hain

Hain Kaise Musalmaan

Jo Zahra Ko Rulate Hain


Haider Ke Janaze Ko

Hasnain Uthate Hain

Haider Ke Janaze Ko

Hasnain Uthate Hain


Zainab Yehi Kehti Hain

Batlaiye Baba

Zainab Yehi Kehti Hain

Batlaiye Baba


Gurabat Mein Humein Kis Par

Ab Chhor Ke Jate Hain

Haider Ke Janaze Ko

Hasnain Uthate Hain

Haider Ke Janaze Ko

Hasnain Uthate Hain


Kulsoom Tadapti Hain

Lipti Hui Baba Se

Kulsoom Tadapti Hain

Lipti Hui Baba Se


Shabbir Janaze Se

Samjha Ke Hatate Hain

Haider Ke Janaze Ko

Hasnain Uthate Hain

Haider Ke Janaze Ko

Hasnain Uthate Hain


Sehme Huye Hain Ghazi..


Sehme Huye Hain Ghazi

Baithe Huye Hujre Mein

Sehme Huye Hain Ghazi

Baithe Huye Hujre Mein


Bhai Ko Shahe Wala

Behla Ke Bulate Hain

Haider Ke Janaze Ko

Hasnain Uthate Hain

Haider Ke Janaze Ko

Hasnain Uthate Hain


Haider Ke Janaze Ko

Hasnain Uthate Hain

Haider Ke Janaze Ko

Hasnain Uthate Hain


Hain Kaise Musalmaan

Jo Zahra Ko Rulate Hain

Hain Kaise Musalmaan

Jo Zahra Ko Rulate Hain