Kanz e Aza

darya behta raha

A noha (2013). Lyrics in Roman Urdu.

Haay.....

Ay Waa

-

E

-

Nehre Alqama....(4)


Darya Behta Raha.....(2)

Darya Behta Raha.....(2)

Darya Behta Raha

Saamne Usi Darya Ke, Pyaase Tadapte Hai


-


Darya Behta Raha.....(2)


Bana Jink

e Khaatir Paani, Unhi Ko Mila Na

Unhi Se To Shikha Isne, Zameen Par Barsna

Sitam Hai Dikha Kar Inko .....(2)

Hai Pani Bahana Haay


Darya Behta Raha.....(2)

Saamne Ushi Darya Ke, Pyaaase Tadapte Hai


-


Darya Behta Raha.....(2)


Swaere Ishi Darya Pe, Alam Waala

Aaya

Kisi Tishnalab Bachi Ka, Woh Mashkiza Laaya

Chidi Mashk Us Pyase Ki.....(2)

Woh Wapas Gaya Na, Haay


Darya Behta Raha.....(2)

Samne Usi Darya Ke, Pyaase Tadapte Hai


-


Darya Behta Raha.....(2)


Woh Jiski Azaan Gunji Thi, Sawere Sawere, Chada Din To Baba

Uska, Usi Ko Sambhaale

Pukaara Hai Khaq Ab Dunia.....(2)

Tere Baad Beta, Haay


Darya Behta Raha.....(2)

Samne Usi Darya Ke, Pyaase Tadapte Hai


-


Darya Behta Raha.....(2)


Udhar Bekafan Tha Bhai, Behan Beridaa Thi

Jaal

a

ti Huwi Khaimo Ko, Ajab Shaam Aayi


23

Koi

Maa Pukari Baba.....(2)

Luta Mera Qunba, Haay


Darya Behta Raha.....(2)

Samne Usi Darya Ke, Pyaase Tadapte Hai


-


Darya Behta Raha.....(2)


Amir

E

Arab Ka Beta, Libaas

E

Gharibi, Rehan Aur Sarwar Hum Na, Yeh Bhule Kabhi Bhi, Woh Darya Ka Behta Paani.....(2)

Woh Pyaase Ka Sajdaah Haay


Darya Behta Raha .....(2)


Ay Waa

-

E

-

Nehere Alqama.....