Kanz e Aza

Bharay Darbar Main Zahra Ko Bulaya

A noha for Shehzadi Fatima (s.a) (2025). Lyrics in Roman Urdu.

Bharay Darbar May Zahra Ko Bulaya Ay Musalma Tunay


Khatam e mursal ka kaleja

Kyu jhalaya

Ay musalmaan tunay


Phaar kar penkdi, jo sanad dikaayee zahra

Day kay jherkain dil mohammed

Ka dukaya


Ghair muslim tha koyi, sikh tha yahoodi yan masi

Kisne darbaar main zahra

Ko rulaya


Aisa hosak ta nahi, jaayega tu jannat main

Haath khaali jesay zahra

Ko lowtaya


Haq Adaa Khob Howaa AjareRisalat Naa Milaa

Daar Pay Ahmad Kay Hay Darvaza Giraya