Ay Karbala x3
Ee Naala O Shevan Ee Girya O Zaari Dar Khaima-e-Shabbir Bapa Shaud
(Ai Karbala Karbala Ai Karbala) x2
1. char janib hai sitamgar (be khata aal-e-Payambar) x2
Koi be makhna o chadar (koi behosh zamee par) x2
Shud zainab-e girya ba haal-e-pareshaa as dast-e-sitamgar be rida shaud
(Ai Karbala Karbala Ai Karbala) x2
2. Jal utha aag se sehra (kahi khaima kahi jhoola) x2
Har taraf aik hai manzar (kahi matam kahi noha) x2
As aatishe shoza aznaar-e-Farawa paamaal-e-sitam aale aba shaud
(Ai Karbala Karbala Ai Karbala) x2
3. Aya yeh kaisa Muharram (bibiya roti hai paiham) x2
Khoon barsati hai aankhe (khoon me duba hai parcham) x2
Aamacho Muharram girya kuna aalam khoona ba fisha chashme aza shaud
(Ai Karbala Karbala Ai Karbala) x2
4. Hai kahi laasha-e-Akbar (to kahi turbat-e-Asghar) x2
Zakhm kis derja lage hai (haye Bano ke jigar par) x2
ham shakley Payambar lakhte dil-e-Sarwar asteero sina asr-e-kaza shaud
(Ai Karbala Karbala Ai Karbala) x2
5. Binte Zahra ki duhaee (saat roti hai khudaee) x2
De gaya daag-e-judaee (haay Abbas sa bhai) x2
Be taab se gham khwaa shud sani-e-Zahra Abbas labe nehr fiza shaud
(Ai Karbala Karbala Ai Karbala) x2
6. Aise bikra koi lasha (jaise bikra hua sehra) x2
Khaak par bethi hai Farwa (aur karti hai ye noha) x2
Lakhte dil-e-Farwa gum gashtare sehra paamaal-e-sitam noha laka shuad
(Ai Karbala Karbala Ai Karbala) x2
7. Ik taraf pyaaso ka girya (ik taraf rota hai darya) x2
Marsiya parti hai Fiza (aur kehti hai ye Zehra) x2
Gham tashna labara darya-e-rawara intashna labe kehro bara shaud
(Ai Karbala Karbala Ai Karbala) x2