zainabe benawa ka matam hai
zindagi bhar jo bhai ko roi
haaye us gham zada ka maatam hai
sar barehna phiri jo koofe me
qwaahare sheh ki aaj rehlat hai
hamsare fatima ka matam hai
shor harsu ye aaj hota hai
duqtare murtaza ka matam hai
qaid me jisne zindagi kaati
us aseere bala ka matam hai