Kanz e Aza

Zainab Tumahare Bacche Margaye

A noha for Aon o Mohd (a.s), recited by Anjuman e Shaidae Ali Asghar. Lyrics in Roman Urdu.

Zainab Tumahare Bacche Margaye

Garibo Muztarib Hussian

Ye Roke Kar Rahete Bain

Kaise Tumko Chain Aye


Kaise Tumko Sabr Aye

Utha Ke Lashe Laya Hoo

Main Pursa Dene Aya Hoo

Inka Haal Too Dekho


Aai Mere Bahen Utho

Tumhare Pyase Ladle

Lahoo Me Dube Agaye

Nanhe Neem Che Thame


Kar Ke Shaan Se Hamle

Baala Ke Ban Me So Gaye

Tumhare Laal Khogaye

Pyare Chand Se Chehre


Aun-o-muhammed Ke

Hai Khak-o- Khoon Me Bhare

Badan Sae Sar Juda Huve

Kis Khadar The Bechain


Haq Pe Jaan Dene Ki

Diler Pyase Be Watan

Nisar Hogaye Behan

Aao Deklo Ek Baar


Karlo Aakhri Deedar

O Gham Zada Behan Meri

Ye Ab Na Ayenge Kabhi