Ya Imam E Charveen
Haye Zain Ul Abedein
Aye Aseer E Karbala Fatahe Qalb E Momineen
1. Pusht Se Khench Liya Zulm Ne Bistar Tera
Aye Imam E Dosara
Dekh Kar Haal Tera Shah Ki Khwaer Hai Hazeen
2. Jalti Reti Pa Tera Shaam E Ghariba'n Sajda
Hal Gaya Arshe Khuda
Sabr Se Tere Larazte Hai Falk Aur Zameen