Kanz e Aza

Run Mein Hai Nala Kuna

A noha for Imam Hussain (a.s). Lyrics in Roman Urdu.

Lo Khabar Jald Kay Beparda Hay Hamsheer, Hussain

Hussain, Hussain, Haye Hussain


Haath Malti Thi Behan Bhai Ka Kattha Tha Gala (x2)

Kuch Na Bas Chal Saka Majboor Thi Hamsheer, Hussain

Hussain, Hussain, Haye Hussain


Haye Abbas Aur Akbar Hain Kahan Dekhain Tho (x2)

Sar Khuley Jaati Hai Darbaar Main Hamsheer, Hussain

Hussain, Hussain, Haye Hussain


Hotay Abbas Jo Zinda Thi Bhala Kiski Majaal (x2)

Kartay Yun Aal-e-Nabi Ki Koi Tashheer, Hussain

Hussain, Hussain, Haye Hussain


Lab Pay Us Waqt Bhi Tha Shukr-e-Khuda Wand-e-Jali (x2)

Jab Kay Haton Pay Tarapda Raha Baysheer, Hussain

Hussain, Hussain, Haye Hussain


Bekhata Sibt-e-Payambar Ka Gala Kaata Hai (x2)

Shaam-o-Kufa Main Thi Zainab Ki Yeh Taqreer, Hussain