Haye Royegi Namaz Apne, Namazi Ko Sada
Kyun Teherti Nahi Hy Sar e Zainab Pe Rida
Hy Jis Waqt Kay Galliyon Mai, Tujhe Khencha Gaya
Ab Patakh taa Hai Musallay Pe, Sar Apna Sajda
Arsh o Kursi say Hai Aati, Teray Giryay Ki Sada
Teri Tanhai Pe Tanhai, Mai Rota Hai Khuda
Ay Navaid Aap Ka Kasa, Kabhi Khaali Na Raha