Kanz e Aza

qatle sarwar hai aaj wawaila

A noha for Imam Jaffer e Sadiq (a.s). Lyrics in Roman Urdu.

qatle sarwar hai aaj wawaila

zehr mansoor ne diya sheh ko

ghul ye ghar ghar hai aaj wawaila

quld me panjetan ki is gham se


qatl be jurm karke sadiq ko

qush sitamgar hai aaj wawaila

gham se bewa ka aur yateemo ka

haal abtar hai aaj wawaila