Kanz e Aza

mazloom hussain ki humsheer

A noha for Shehzadi Zainab (s.a) (2022). Lyrics in Roman Urdu.

Ya Hussain, Hussain Ya Hussain

Ya Hussain, Hussain Ya Hussain

Hussain Ya Hussain

Ya Hussain, Hussain Ya Hussain

Mazloom Hussain Ki Hamsheera

Islam Bachane Aayi Hai

Shabbir Ka Sari Duniya Ko

Paigham Sunane Aayi Hai

Aashoor Ke Din Jis Bibi Ka

Aabad Chaman Barbad Hua

Sab Bhai Bhatije Maare gaye

Samaan Jala Ghar-baar Luta Kuchh Bhi Na Bacha Lekin Zainab, Ye Deen Bachane Aayi hai

Har Khutba Iska Majlis Hai

Har Aansu Iska Maatam Hai

Aashoor Basa Hai Aañkhoñ Me Aur Dil Me Bahattar Ka Gham Hai

Ye Ahle Aza Se Farsh e Aza, Ghar Ghar Bhijwane Aayi Hai

Ham Par Patthar Barsate Ho

Haste Ho Jashn Manate Ho

Sayyad Ka Khoon Bahate Ho Aur Baghi-Baghi Kehte Ho

Shabbir To Pak Namazi Hai, Ye Tum Ko Batane Aayi Hai

Kaunain Ki Malka Ki Beti

Wo Sharm o Haya Ki Shahzadi

Haye! Shaam e Ghareebañ Me Jiski

Chadar Chheeni Thi Wo Bibi

Duniya Ki Maañ o Bahno Ko, Parda Sikhlane Aayi Hai

Jisne Bhai Ki Gardan Par

Chalte Huye Khanjar Dekha Tha

Na Chhupne Doongi Khoon Tera

Shabbir Se Kiska Wada Tha

Wo Zainab Shaam Me Bhai Ka, Maatam Karwane Aayi Hai

Sarwar Jab Baad Riha Hokar

Jab Aayi Karbobala Muztar

Haye! Peet Ke Sar Maatam Kar Kar

Chillayi Bhai Ki Turbat Par

Uth Bhai Hussain Tera Chehallum, Teri Bahan Manane Aayi Hai

Mazloom Hussain Ki Hamsheera

Islam Bachane Aayi Hai

Shabbir Ka Sari Duniya Ko

Paigham Sunane Aayi HaiMazloom Hussain Ki Hamsheera

- Nadeem Sarwar (2022)