M A A L I A M E E R S I W A L H U S S A I N
M A A L I A M E E R S I W A L H U S S A I N
Yeh Dil Mera Hussain Ka Ye Jaan Meri Hussain Ki
Har Toote Dil Ne Ye Kaha Maali Ameer Siwal Hussain
Muqtar se Bola laeen Tera Ameer Koun Hai
Angdayi Leke Ye kaha Maali ameer siwal hussain
Matam Karo Hussain ka Ye Jaan Rahe Ya Na Rahe
Har Matami Ne Di Sada Maali Ameer Siwal Hussain
Sajde Mei Sar Katadiya Pyase Ne Deen Bacha Liya
Khekar Ye Ore Ambiya maali Ameer Siwal Hussain
Halmin Ki Di Shah Ne Sada Shah Ki Sipah Tadap Uthi
Zaqmi galon Ki Thi Sada Maali Ameer Siwal Hussain
Dawar Ghame Sibte Nabi Ye Ruk Nahi Sakta Kabhi
Saccha Hai Jo Kheta Raha Maali Ameer Siwal Hussain