Khte The Zainuleba Haal Humara Na Pooch
Hind Baraye Khuda Haal Humara Na Pooch
1. Loot Gaye Jungle Mein Baagh Dil Par Bahatar Hai Daagh
Loot Gaya Sab Qafila Haal Humara Na Pooch
2. Qaid Mein Umaat Ke Hai Soug Mein Hazraat Ke Hai
Hum Hai Aseer E Bala Haal Humara Na Pooch